Ibrahem Bin Adham kehtay hain …
1-jab maot ka farishta aae to us se touba ki muhlat mang lena, warna uske aane se pehle touba karlo
2-qabar men munkar nakeer sawal karne aaen to unko bahar nikal dena, warna
sawalon ke jawab ki tayari karlo
3-qayamat men dozakh men dala jae to jane se inkar kardo warna gunah chor
do.
4-jab khuda ki nafermani karo to uska rizq na khao.
5-jab gunah karo to uski badshahat se nikal jao.
6-gunah wahan karo jahan wo dekh na sake.