sadqa jab apne malik k hath se nikalta hai to us waqt 5 jumlay kehta hai
1> main fani maal tha tu ne mujhe baqa di
2> mein tera dushman tha ab tu ne mujhe dost bana lia
3> aj se pehle tu meri hifazat karta tha ab main teri hifazat karounga
4> main haqeer tha tu ne mujhe azeem bana dia
5> pehle main tere hath main tha ab main khuda k hath main hoon