aik tu jis nay chaman say phool cheen kar hamay dia
aik hum jo is ko gulshan bana na sakay
aik tu jo gardish-e-zamanay say takra gaya
aik hum nidamat say sar utha bhi na sakay
aik tu jo shama jalata tha hawa k rukh par
aik hum jo shama ko bujhnay say bacha bhi na sakay