Urdu (35)

01-08-2022 جانے والے اور آنے والے
11-05-2021 میرے مرنے کے بعد
12-12-2019 ہوتے ہیں... کلیات عدم
19-04-2019 کچھ باتیں - کہاوتیں
30-10-2018 World Stroke Day - FAST
06-06-2017 Its all bout thinking
29-06-2014 Duniya aur Munafiqat
23-05-2014 Namaz ka tareeqa - Urdu translation kay sath - Prayer
16-05-2014 Quotes - Images
14-01-2014 Received just a bit reality... Rabi ul awwal
24-04-2013 Listen to one of the reality بھوک تہزیب کے آداب بُھلا دیتی ہے
02-12-2012 Secret videos of Girlfriends and blackmailing - Urdu TV Program for Girls
09-11-2012 Tribute to National Poet Allama Iqbal
24-07-2012 Maa bhai kub maray ga - ماں بھائی کب مرے گا
08-04-2012 Badshah aur Behis Awam
23-01-2012 Don't Sell your memory card with your mobile
08-09-2009 Poetry - Shairi - Quotes - English - Urdu - Arabic (occasional updation)
26-06-2009 Suno agar sun sako to - Urdu Quotes
08-04-2009 Ye Kaisa Hay Musalman
18-03-2009 For a Software House
09-09-2008 Governor - Hazrat Saeed-radi Allaho anho
31-08-2008 Dua - Urdu/English
30-08-2008 Dua
12-07-2008 Pakistani Student got President Award in USA
13-05-2008 Maa - Mother - Mom
18-04-2008 Dildar Memon
07-04-2008 Larkiyan
28-03-2008 Success of life - Hadiths
22-02-2008 Dua - Pray
05-06-2007 Women Conference
16-05-2007 tamatar khao
19-04-2007 Shadi say pehlay, Shadi kay baad
09-03-2007 JOB aur Kaaaam
23-01-2007 Muharram - First Month in Islamic Calendar
05-01-2006 Shadi ki daastaan
Fri 22 Feb 2008
Tags: , ,
Comments here
Tue 5 Jun 2007
Comments here
Wed 16 May 2007

aik fakir bus stop  pay kharay howay admi say.....

bhai ALLAH kay naam pay do ropay day do rooti khaonga....

Admi tamater khaoo.....

fakir us kay paas kharay howay admi say khayta hay bhai aajeeb admi hay

main khayraha hon roti khani hay do ropay day do yah kahyraha hay itni mayhanggayi kay dor main tamater khaoo.......

dosra admi........bhai fakir yah aadmi totla hay aur tum ko khayraha hay kama kr khaoo

Comments here
Thu 19 Apr 2007
Comments (3)
Fri 9 Mar 2007
Categories : Thoughts / Lessons
Comments (1)
Tue 23 Jan 2007

[No text] Muharram.gif

Categories : Reality of Islam
Comments (1)
Thu 5 Jan 2006

Shaadi ki Dastaan

Abhi shaadi ka pehla hi saal tha,
khushi ke maare mera bura haal tha,
khushiyaan kuch yoon umad rahin thi,
ki sambhale nahi sambhal rahi thi,

subah subah madam ka chai le kar aana
thoda sharmate hue hume need se jagana,
wo pyaar bhara hath humare ballon main
phirana, muskurate hue kehna ki darling chai to pi lo,
jaldi se ready ho jao,
aap ko office bhi hai jana.

gharwali bhagwan ka roop le kar aayi thi,
dil or dimag par poori tarah chai thi,
saans bhi lete thy to naam usi ka hota tha,
ik pal bhi door jeena dushwar hota tha.



*5 saal baad........*



subah subah madam ka chai le kar aana,
table par rakh kar jor se chilana,
aaj office jao to munna ko school chodte hue jana..............

ek baar phir wohi awaaj ayi,
kya baat hai abhi tak chorri nahi charpai,
agar munna late ho gaya to dekh lena,
munna ki teachers ko phir khud hi sambhaal lena.

na jane gharwali kaisa roop le kar aayi thi,
dil aur dimaag par kali ghata chai thi,
sans bhi lete hai to uni ka khayal hota hai,
har samay jehan main ek hi sawal hota hai,
kya kabhi wo din lot ke ayenge,
hum ek bar phir kuwaaren ban payenge.

Comments (2)




Ads